Sunday, April 5, 2020

CORONA KUCH



Zindagi mein kuch na kuch mushkil hona
Ab aa gaya yeh bhigadna Corona
Yeh samay heh bilkul na rona
Par zaroor hath ko teek se dhona!

Aur bacchon, buddai ma baap ko telephona
Chod do ab Facebook ka anjaana
Yeh heh mausam ek dum suhaana
Ghar mein bet kar khana pakhana!

Suno radio peh achhe gaana
T.V mein dekho nachna manana
Pustak pado aur jo bhi lana
Bahar intezar heh kumbhakth Corona!

Bhaghwan se hath jod kar na poochna
Kyon bheja yeh rog ka samna karna
Uttar aayega unse “Beta samajna,
Hum sab ek hain, dikhaya yeh Corona….”

Nimmou Nilakantan

No comments: